Wednesday 14 March 2018

Mout aa Jaye par dil na aye kisi par

Zmane ko kehte hai ham bhul Gaye hai usse lekin sach ton main aur Mera dil hi janta

Kya batwara kiya Kismat ka Malik n bhi unke hise main peyar Hamare hisse main intzaar

Koi wada nahi fir bhi Tera intzaar hai judai k baad bhi hame tumse peyar hai

Girte hue ansuoo ko kon dekhta hai jhudi muskan k ton yaha sab dewane hai

Matlabi duniya k is Bazar main Suda sambhal kar kiziyega yaha Apne Matlab k hisab se hazaro riahte bante hai

Ishg woh kehl nahi jo chote dil wale log khele ruuh kaanmp jati hai Juda jab yaar hota hai

Isse itfaaq samjeh ja fir hakikat jab bhi ankhe Nam hui wajeh koi apna hi Nikla

Mere dil se khelene ki logo ko adaat c ho gayi hai agar ham tedy hote ton aaj kisi ki banhoo main hote

Hame aksar unki jarurat hoti hai jinke liye ham jaruri nahi hote

Udaas kar deti hai Har roz Yeh Shaam mujeh u lagta hai jaise koi bhul raha ho mujeh ahista ahista

Tadpete hai jab neend k liye ton sirf ek he dua nikalti hai. Bahut buri hoti hai Yeh mohabbat jaldi kisi duahman ko bhi na ho

Dil ka Dard kya hota hai Isse sab log nahi samj sakte Yeh aisa Dard hota hai sahib jiska matam shareaam nahi dikha karta